Nafrat Mohabbat Sirf tumhe se
Amara Mughal
Episode 35
Maot
Mohabat kab gi tadfeen ky liya isy kuch hosh na taa or hota bi kesy wo apnyy hwas mein hi tee kudh mein itni himat bi no tee kay uth ko akhri nazar as sitmgar ko daik laiti balaj ki maot is pr pahar bn kr toti tee as pas kay logon mein kai baten hori teen laikn wo sab sy bay bara apni duniya mein gum teen.
AYAT
Read More : Episode
AYAT GAR CHALO
Abb ki bar pir nasir nay ayat ko mukatab kiya.nai bhai mein yhan rahon gi.nasir agay say koch bolny hi laga taa zoya nay isary say nasir ko chup krwa diya.HAFTY BADAjj ik hafta guzar chuka taa ayat hanoz sikanadar wala mein rany lagi tee gar waly sab is say milny aty magar isko gari cipi lagi tee or bi q na is ki pori duniya andery mein dob chuki tee kiya ni ta iski chup mein gam taklif ki intha aziat o karb.
BALAJ KI YAD
Zoom mein koi dakil howa ta ayat kay dil ny sidat say dowa ki tee kash ya balaj hoo or boly ayat mein agya hoon ayat nay jesy hi opar nazar otai is ki anken pati ki pati ra gi ik pal kw isy pori dniya rukti hoi lagi waqt maheny sal jesy taam cuky tay sans js qadar roki tee wo kobsorat chera bri tara surk howa or jatkay say sans kenchi wo apny donon hat moon pay rakti bay yaqeni say daikny lagi wo har na mumkin bat par yaqen kr laiti lakin abi joo howa is par yaqeen krna na mahal ta wo stmgar iskay samny kara taa.
ISKAY LAB PAR PARAY TH
Bay sakta isy apny app par gusa aya zain mein wo waqt gardish kiya taa isy hosh aya tab isny khud ko haspital mein paya ta. Woo ayat koo or duk ni dena chata taa is liya jan booj kar isnay khud apni kar kay sat trailar ki takar li laikn qismat bi na isy pir say ni zindgi mil gi.
NATAK
wada karta hoon tumari har takleef ka mdhwa apni muhabat say kron ga kabardar joo tum nay meri khubsort neli ankon par zulm kia.Jazbat say chur lajay mein nihayt meti sargosi krta wo ayat kay gard bazoon ka hasar bna kr bola mukabal ki is waday nay js qadar isay sarsar kiya wo lafzon mein biyan krna namumkin taaa,
AFTER TWO YEARS
MUJY BHOUT DAR LAG RHA HA NASIR
aeny kay samny kari wo khud koo daikny mein masrof tee jab pechy say alaj nay isay apny hasar mein liya bhut piyari lag ri hoo mari jan mety andaz mein bolta wo iskay kanon mein ras ghool chuka taa Apni tarf ruk krta wo jesy oi iskay honton par juka bachon ky rony ki awaz an donon ky hal mein lay i Narmi say wo donon koo utata piyar krny laga ALLAH tahala nay onhen do betiyon say nwaza taa balaj an dono ka lay kar bhut hasas taa.In teeno kw piyar say daikti wo ALLAH ka sukar ada krny lagi in do salon mein balaj nay isay itna pyar dia kay gam kay badlon koo hata kar ik pursakon or sajl jesa badal dia
bht acha end kiyaa ap ne
جواب دیںحذف کریں